Mera Aasmaan Jal Gaya Lyrics (PS2) – Arijit Singh
Mera Aasmaan Jal Gaya Lyrics
Mera aasmaan jal gaya re Chand ko aag lagi Aasmaan pe rakh hi rakh uddi hai Jal gaya mera aasmaan
Aakhein behti hai janiya Palke jaltin hai Jeene ka pal pal gaya janiya Jal gaya mera aasmaan
Paaon mein veerana Dil mein ujada hai janiya Jaye kahan deewana Jal gaya mera aasmaan
Adhi adhi raat mein Kabhi tum nind mein bulati thi Raat jal gayi wo janiya Khwab jal gaya re
Badalon se naram the janiya Hath jo sehlate the Aakhon hi se bolti thi tum Hoth jo behlate the
Mera aasmaan jal gaya re Chand ko aag lagi Aasmaan pe rakh hi rakh uddi hai Jal gaya mera asmaan
Aag hi aag hai meri Char dishaon mein Pag pag padde hai chale Ab mere paav mein
Kon se jahan main Ab tujhe jaun khoju re Mere ahr jahan ka nishan Jal gaya jal gaya re
Mera aasmaan jal gaya re Chand ko aag lagi Aasmaan pe rakh hi rakh uddi hai Jal gaya mera asmaan
Aakehin behti hai janiya Palke jalti hai Jeene ka pal pal gaya janiya Jal gaya mera aasmaan
Song Credits
Song: Mera Aasmaan Jal Gaya
Album: PS2 (Tamil)
Artist: Arijit Singh
Actor: Aishwarya Rai Bachchan, Vikram
Lyricist: Gulzar
Musician: A R Rahman
Label: Tips Official
