Meri Jaan Lyrics – Jubin Nautiyal | Shashwat Sachdev

Meri Jaan Lyrics

Tu mila toh chup hai zubaan Tu mila toh chup hai zubaan Kahu main kya magne ko Kya reh gaya
Ab tak jo jiya Tha jiya bewajah Hai wajah ab teri haan
Meri jaan meri jaan Jaaniya meri jaan Meri jaan meri jaan Jaaniya meri jaan
Tu mila toh chup hai zubaan
Sab keh dena hi behtar tha Par kaise bolu ye darr tha Main takta raha tujhe chup rehkar Tujhe chup rehkar main takta raha
Hothon ke kinare se tumne Khud se kaha fir haan
Meri jaan meri jaan Jaaniya meri jaan Meri jaan meri jaan Jaaniya meri jaan..
Barsan laagi badriyaan Room jhoom ke Barsan laagi badriyaan Room jhoom ke
Meri jaan meri jaan Janiya meri jaan
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Meri Jaan

Artist: Jubin Nautiyal, Shashwat Sachdev

Lyricist: Shashwat Sachdev