O Sajna Lyrics – Neha Kakkar
O Sajna Lyrics
Tere bina ye badal haye Ho gaye hain pagal haye Bijliyan ghere hain
Tum pata nahi ab kiske ho Rab hi jane jiske ho Par hum to tere hain
Kuch kar to mere liye Maine to tere liye Maine to ab tak yaara Shadi na karwayi maine
Oh maine
Maine payal hai chhankai Ab to aaja tu harjai Maine payal hai chhankai Ab to aaja tu harjai
Meri sanson mein tu hai basa O sajna aaja na ab tadpa O sajna aaja na ab tadpa
Yahi umar hoti hai pyaar ki Yahi to hoti raatein Karte karte mar na jaye Tasveer teri se baatein Ho ho..
Yahi umar hoti hai pyaar ki Yahi to hoti raatein Karte karte mar na jaye Tasveer teri se baatein
Mujhe ye parso aaya sapna Fer nind na aayi Titli thi koi tune Tere hothon se lagayi
Maine payal hai chhankai Maine payal hai chhankai Ab to aaja tu harjai Maine payal hai chhankai Ab to aaja tu harjai
Meri sanson mein tu hai basa O sajna aaja na ab tadpa O sajna aaja na ab tadpa
Oh hasna chhod denge Chudiyan tod denge Nishani mod denge Oh sajna aa
Nain na so rahe hai Dupatte so rahe hain Haye pagal ho rahe hain O sajna
Oh jeene ke din reh gaye dhai Oh jeene ke din reh gaye dhai Ab to aaja tu harjai Jeene ke din reh gaye dhai Ab to aaja tu harjai
Meri sanson mein tu hai basa O sajna aaja na ab tadpa O sajna aaja na ab tadpa
Song Credits
Song: O Sajna
Artist: Neha Kakkar
Actor: Dhanashree Verma, Neha Kakkar, Priyank Sharma
Lyricist: Jaani
Musician: Tanishk Bagchi
Label: T-Series
