Proud Lyrics – Raftaar

Proud Lyrics

Yeah Mr. nair! Ra 1988 se bonfire!
Sab bole mujhe that i’m proud of you Rab bole mujhe that i’m proud of you Mera dil bole mujhe that i’m proud of you Ghar wale bole we never doubt on you
Sab bole mujhe that i’m proud of you Rab bole mujhe that i’m proud of you Mera dil bole mujhe that i’m proud of you Ghar wale bole we never doubt on you
Jo tera dil tu wo ban Aage leke jayegi ye teri lagan Tere sapnon ke liye abhi paise nahin Aur maang ke laaye hum vaise nahin
To karle jo karna hain karke jatan Aaj ghutan seh le tu tod badan Jod rakam jod le dhan sona chhod de Haath na failana jeena chaud se son
Ye nair’on ki shaan ke khilaaf Murkhon se ladna ye gyan ke khilaaf Samjhenge nahin ye ki dil tera saaf Insaan ke nahin tu apmaan ke khilaaf
Aye hak ki ladaayi hain to lad Hak ki kamayi hain to Kabhi chhodiyo na ek paisa Toone abhi dekhi kam duniya Tu jaana nahin har koyi hota nahin ek jesa
Tu kaabil hain to mauke milenge Par mauke dene vaalo se bhi dhokhe milenge Beta ruk ke kariyo na naam badnaam mera Keh diyo ab seedha show pe milenge Toh ye locker wali baat dafan par Par ghar se nikla sar baandh kafan Jesa marke nikla fir aag se banke Wo baaz jo karta na haar pasand
Sab bole mujhe that i’m proud of you Rab bole mujhe that i’m proud of you Mera dil bole mujhe that i’m proud of you Ghar wale bole we never doubt on you
Sab bole mujhe that i’m proud of you Rab bole mujhe that i’m proud of you Mera dil bole mujhe that i’m proud of you Ghar wale bole we never doubt on you
Kar kabhi nimmoji pe shakk na Maa ne bola meri izzat tu rakhna Papa bole sahi raah pe chalna Chhote mein bade mein kabhi karna farak na
Lag raha tha ki kaali raat sath chhode Meri badali ke bhai mere sath daude Kare bhul beta kisi pe bhi haath chhode Dil roya jab maa ne school aake haath jode
Par maa ko bhi tha ye pata Ki kapdon pe haste bada the rahees jaade Papa dekhein ghar karein maa ka kaam Maa bani papa poori tankha se meri fee daale
Beta ab gaadi mein na keys daale Sadkon pe cruise highway pe kheech daale Sabke ghar vaalo se meri ye ghuzaarish Inhe sapne jeene do inke gale mein Na lease daale
Vilen bana main fir bana raftaar Sabar maare meri bhookh jesa star Kalamkaar pariwaar naya sapna Kalakaar se bhi zyada har koyi apna
Kabhi ab feeling lu Seedha 20 foot uchi ceiling lu Khanna bhai kar lena dealing tu Tum sath ho to bath ho ye b link too
Daawat hain, daawat hain Aaj mere apno ki daawat hain, daawat hain Ye meri chahat hain Sabko khilaane ki chhoti si chahat hain
Aadat hain, aadat hain Lad bhid ke chalne ki Bachpan se aadat hain Raahat hain, raahat hain Mere apno ki khushi mein Bahot zaada taakat hain
Sab bole mujhe that i’m proud of you Rab bole mujhe that i’m proud of you Mera dil bole mujhe that i’m proud of you Ghar wale bole we never doubt on you
Sab bole mujhe that i’m proud of you Rab bole mujhe that i’m proud of you Mera dil bole mujhe that i’m proud of you Ghar wale bole we never doubt on you..
Iss safar mein jisne bhi saath diya hain Sabka shukriya Ab kahaani aage leke jayegi kalamkaar pariwaar Or its your boy raftaar nahin Or its your bhai raftaar raah.
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Proud

Album: Mr Nair

Artist: Raftaar

Lyricist: Raftaar

Musician: Raftaar

Label: Zee Music Company