Raat Gayi So Baat Gayi Lyrics – Bhoot Police | Vishal Dadlani

Raat Gayi So Baat Gayi Lyrics

Aaja karein wo galti Jo hai sahi Kya karen dil pe chalti Hai nahi
Aaja tu kar na deri Aaj raat hoja meri Subah fir bolenge yahi
Raat gayi so baat gayi Aa karte hai koi baat nayi Raat gayi so baat gayi Aa karte hai shuruaat nayi
Ho aakhein batati hai Ye saala dil tera Vadon ka jhutha hai janab
Aana nahi mujhe Teri in baaton mein Teri to niyat kharab
Aakhein batati hai Ye sala dil tera Vadon ka jhootha hai janab
Aana nahi mujhe Teri in baaton mein Teri to niyat kharab
Main to hoon sidha banda Samjhe kyun mujhko ganda Mujhsa milega nahi
Raat gayi so baat gayi Aa karte hai koi baat nayi Raat gayi so baat gayi Aa karte hai shuruaat nayi
Itni sharafat ka tune kya karna hai Kuch der hoja beimaan aa aa an Ye jo jawani hai kal ko to jani hai Kuch aaj karle meri jaan
Ho itni sharafat ka tune kya karna hai Kuch der hoja beimaan Ye jo jawani hai kal ko to jani hai Kuch aaj karle meri jaan
Dil mein jagah banale Fir main tere hawale Bin puche leja tu kahin
Raat gayi so baat gayi Aa karte hai koi baat nayi Raat gayi so baat gayi Aa karte hai shuruaat nayi
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Raat Gayi So Baat Gayi

Album: Bhoot Police

Artist: Asees Kaur, Vishal Dadlani

Lyricist: Kumaar

Musician: Sachin-Jigar

Label: Tips Official