Rang Dariya
Yaara mujhe tu aise aa milaJaise kaafir ko milta hai khudaKaroon laakh baari tera shukriyaBin mange tune itna de diya
Mera safina oh paar laga deYa tu mita deYa tu banade koi jariya
Rang dariya rang dariyaTeri aakhon ka ye rang dariyaSufiyana ishq ka rang dariya

Main bandeya jaun rangeyaMain bandeya jaun rangeyaBeparwah ye dil jaye kareya
Rang dariya rang dariyaTeri aakhon ka ye rang dariyaSufiyana ishq ka rang dariya
Koi bandhe mannate koi mange jannateMain to naacheej teri chaah ka sawali hoonLikh ke teri chahtein karde dastakhat tereMuddaton se jo pada koi khat main khali hoon
Chale saari rahein hum sang meinTere hi rangune rang de kori ye chadriya
Rang dariya rang dariyaTeri aakhon ka ye rang dariyaSufiyana ishq ka rang dariya
Rang dariya rang dariyaTeri aakhon ka ye rang dariyaSufiyana ishq ka rang dariya
Chehro ki bheed mein tu pasand aa gayaMeri najar mein teri tasveer rehti haiHua main ameer paake teri dildariyanSun ye mere khwabon ki tadeer kehti hai
Hona kabhi tu mujhse judaa naChahe khuda ya chahe khafa ho sari duniya
Rang dariya rang dariyaTeri aakhon ka ye rang dariyaSufiyana ishq ka rang dariya
Rang dariya rang dariyaTeri aakhon ka ye rang dariyaSufiyana ishq ka rang dariya
Main bandeya jaun rangeyaMain bandeya jaun rangeyaBeparwah yeh dil jaye kareya

Watch now