Sabki Baaratein Aayi
Itna makeup lagakeKab tak rasta dekhun sajnaMain pagli nai jo saal bitaunPiya o tere bina
Itna makeup lagakeKab tak rasta dekhun sajnaMain pagli nai jo saal bitaunPiya o tere bina
Tere sang kadam bhar ke mainTaaron tak saath chalungiKuch taare chun lenaIs baar meri tu maang sajana
Sabki baratein aayiSabki baratein aayi doli tu bhi lanaDulhan banake hum ko raja ji le janaSabki baaratein aayi
Kangan mein diamond asliHar ik ki nazar hai fisliIk tu hi missing sight seMere lips pe hansi hai nakli
Aashiq mera jaali niklaVaade ka khali niklaItna kyun soch raha jaldiTu hero ban ke aana
Sabki baratein aayiSabki baratein aayi doli tu bhi lanaDulhan banake hum ko raja ji le janaSabki baaratein aayi
Vaade poore main karungaFere bhi sath hi lungaThoda wait tu karle babyTaaron se maang bharunga
Doli hai ready kabseTune call kiya tha tabseSherwani raste mein haiSehra bhi order karwaya
Chal hatt!
Sabki baratein aayiSabki baratein aayi doli main bhi laungaDulhan banake tujhko sang apne le jaungaSabki baaratein aayi
Sabki baratein aayi doli tu bhi lanaDulhan banake hum ko raja ji le janaSabki baaratein aayi
Watch now
Sabki Baaratein Aayi Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Dev Negi, Seepi Jha
Words by
Seepi Jha
Music by
Raaj Aashoo
Music label
Tips Official
Featuring
Parth Samthaan, Zaara Yesmin
FAQ
Good to know
Who sings Sabki Baaratein Aayi?
Sabki Baaratein Aayi is performed by Dev Negi and Seepi Jha.
Who wrote the lyrics for Sabki Baaratein Aayi?
The lyrics for Sabki Baaratein Aayi were written by Seepi Jha.
Who composed the music for Sabki Baaratein Aayi?
The music for Sabki Baaratein Aayi was composed by Raaj Aashoo.
Which music label released Sabki Baaratein Aayi?
Sabki Baaratein Aayi is associated with Tips Official.
Who is featured in Sabki Baaratein Aayi?
Parth Samthaan and Zaara Yesmin is featured in Sabki Baaratein Aayi.
