Yeh Chahatein Lyrics – Arjun Kanungo
Yeh Chahatein - Arjun Kanungo
Tu kaun hai tu hai nasha Tu hai zehar tu hai dawa Yeh chahatein yeh chahatein Main hu dua tu aag hai
Tu thi kabhi meri kahaan Majak hai ye pyaar ka Yeh chahatein hai aafatein Hume yunhi dooba rahe
Tu na jachdi mujhe But i want you Hai galat tere sath sahi kyun Har raat farebi yeh baatein Subah hote hi pal yeh bane dhuaan
Pyaar nahi yeh bekaar hai Saturday ka yeh bukhaar hai Subah 4 baje wala pyaar hai
Hu main khud se khafa Bewafa bewafa
Main kon hu tere bina Main bewafa tu hai wajah Ye chahatein ye chahatein Main na raha bass ye rahe
Main hu bura tu pari kahan Mohabat nahi ye daag tha Yeh chahatein hai aafatein Tabahiyan yeh chahatein
Pyaar nahi ye bekaar hai Saturday ka ye bukhaar hai Subah 4 baje wala pyaar hai
Tere jaise mere 4 hai Saturday ka ye bukhaar hai Subah 4 baje wala pyaar hai
Song Credits
Song: Yeh Chahatein
Artist: Arjun Kanungo
Lyricist: Arjun Kanungo
Musician: Arjun Kanungo
Label: Arjun Kanungo
