Zariya Tu Lyrics – Romy | Shreya Kalra
Zariya Tu Lyrics
Yaar tu Kyun ishq mein bezaar tu Hai mera intezar tu Hai darmiyan deewar kyun

Karun tujhse main ye kaise gila Ishq mein main kaise jala Tu yaar mujhme aise mila Jaise sagar mein dariya
Zariya tu zariya tu Saanson ka zariya hai tu Zariya tu zariya tu Saanson ka zariya hai tu
Dekhein khwabon ka jagi raton ka Kyun hai bhool baitha re hisab tu Zariya tu hai zariya tu Saanson ka zariya hai tu
Meharma tu hai sukoon hai junoon Dekhun main jidhar tu hi tu tu hi tu Meharma tu hai sukoon hai junoon Dekhun main jidhar tu hi tu tu hi tu
De gaya mujhe kaisa ye rog tu Aa doori mita Teri raza kya hai bata Dil na jala yara
Karun tujhse main ye kaise gila Ishq mein main kaise jala Tu yaar mujhme aise mila Jaise sagar mein dariya
Zariya tu zariya tu Saanson ka zariya hai tu Zariya tu zariya tu Saanson ka zariya hai tu
Dekhein khwabon ka jagi raton ka Kyun hai bhool baitha re hisab tu Zariya tu hai zariya tu Saanson ka zariya hai tu
Song Credits
Song: Zariya Tu
Artist: Romy
Actor: Paras Kalnawat, Shreya Kalra
Lyricist: Sufi Khan
Musician: Romy
Label: Times Music