Jeena Nahin Mujhe Lyrics (जीना नहीं मुझे in Hindi) – Pati Patni Aur Woh Do
जीना नहीं मुझे Jeena Nahin Mujhe Lyrics in Hindi - Pati Patni Aur Woh Do
कह दो कि तुम हो मेरी वरना जीना नहीं मुझे है मरना कह दो कि तुम हो मेरी वरना जीना नहीं मुझे है मरना
देखो कभी ना ऐसा कहना देखो कभी ना ऐसा करना यही अदा तो एक सितम है सुनो तुम्हें मेरी कसम है
कह दो कि तुम हो मेरी वरना जीना नहीं मुझे है मरना
तुम आज मुझसे यह एक वादा कर लो फिर ना कोई तुम शरारत करोगे जितनी मोहब्बत मैं करती हूँ तुमसे मुझसे तुम उतनी मोहब्बत करोगे मोहब्बत करोगे
यही अदा तो एक सितम है सुनो तुम्हें मेरी कसम है कह दो कि तुम हो मेरी वरना जीना नहीं मुझे है मरना
कल दिल दुखाया था मैंने तुम्हारा इस बात का आज तक मुझको है ग़म यह सोच के माफ़ कर देना मुझको मेरी यह पहली मोहब्बत है जानम
यही अदा तो एक सितम है सुनो तुम्हें मेरी कसम है
Jeena Nahin Mujhe Lyrics - Pati Patni Aur Woh Do
Keh do ki tum ho meri warnaJeena nahi mujhe hai marnaKeh do ki tum ho meri warnaJeena nahi mujhe hai marna
Dekho kabhi na aisa kehnaDekho kabhi na aisa karnaYahi ada to ek sitam haiSuno tumhe meri kasam hai
Keh do ki tum ho meri warnaJeena nahi mujhe hai marna
Tum aaj mujhse yeh ek vaada kar loPhir na koi tum shararat karogeJitni mohabbat main karti hoon tumseMujhse tum utni mohabbat karogeMohabbat karoge
Yahi ada to ek sitam haiSuno tumhe meri kasam haiKeh do ki tum ho meri warnaJeena nahi mujhe hai marna
Kal dil dukhaya tha maine tumharaIs baat ka aaj tak mujhko hai ghamYeh soch ke maaf kar dena mujhkoMeri yeh pehli mohabbat hai jaanam
Yahi ada to ek sitam haiSuno tumhe meri kasam hai
Song Credits
Song: Jeena Nahin Mujhe
Album: Pati Patni Aur Woh Do
Artist: Amit Kumar, Anuradha Paudwal
Actor: Ayushmann Khurrana, Rakul Preet Singh, Sara Ali Khan, Wamiqa Gabbi
Director: Mudassar Aziz
Lyricist: Javed Akhtar
Musician: Laxmikant Pyarelal
Label: T-Series
