Baarishein
Haule se dheeme seMujhko baahon meinBhar lo na tum
Naram si sanson meinMujhko aahon meinBhar lo na tum
Sunn zara mere paas aaAb baithe hain hum bhi yahanDil ke darmiyanBaarishein hain barishein hain
Teri hi baato peMaine saja li hai duniya yahanDil ke darmiyanBaarishein hain baarishein
Ab tu aati hai bulati haiBistar se yun girati haiKi soun main baahon mein bas teri
Haan jab baarishein barasti hainPagal jaise thirakti haiTum jaisi ho bas waisi hi raho
Ab tere bina yahan meri saanseinJaise bina nindiya ki raatein hai toAur tu hi mere dil ki raza haiTere bina dil bhi khafa hai to
Teri aankhon ka kajalNa faile ab kabhi bhiTujhe itna pyaar doon
Teri khushiyon ki khatirYeh duniya main meriEk pal mein vaar doon main
Ab bikhari teri yeh zulfon seAankhein teri jab dikhti hainDikhta hai mujhe wo aasmaan
Ki kholu pankh main mereUdd jaun mainKho jaun main is aasmaan meinPatangon ki tarah haan haan haan
Watch now
Baarishein Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
FAQ
Good to know
Who sings Baarishein?
Baarishein is performed by Anuv Jain.
Who wrote the lyrics for Baarishein?
The lyrics for Baarishein were written by Anuv Jain.
Who composed the music for Baarishein?
The music for Baarishein was composed by Anuv Jain.
Which music label released Baarishein?
Baarishein is associated with Anuv Jain.
